Male
Tum Aaye To Hawaaon Mein Ek Nasha Hai
Tum Aaye To Fizaaon Mein Rang Sa Hai
Yeh Rang Saare Hai Bas Tumhaare
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya 2
Female
Tum Aaye To Hawaaon Mein Ek Nasha Hai
Tum Aaye To Fizaaon Mein Rang Sa Hai
Yeh Rang Saare Hai Bas Tumhaare
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya
Male
Eh Hey Hey, Aah Haa Haa 2
Tum Aaye Ho To Dekh Lo
Naya Naya Sa Lage Yeh Jahaan, Ho
Haan Haan Haan Haan Haan, Oh Ho
Female
Haseen Haseen Hai Yeh Zameen
Dhula Dhula Sa Hai Yeh Aasmaan
Tum Ho To Hai Yeh Samaa
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya
Dhadak Raha Hai Dil Mera
Jhuki Jhuki Hai Palkein Yahan, Ho
Haan Haan Haan Haan Haan, Oh Ho
Male
Jo Dil Mein Ho, Voh Keh Bhi Do
Ruki Ruki Si Hai Yeh Daastaan
Jazbaat Maange Zabaan
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya
Female
Tum Aaye To Hawaaon Mein Ek Nasha Hai
Tum Aaye To Fizaaon Mein Rang Sa Hai
Male
Yeh Rang Saare Hai Bas Tumhaare
Both
Aur Kya, Aur Kya, Aur Kya 2
Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved