Female
Aa Aa Aa Aa, Aa Aa Aa 2
(Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon) 2
Jee Karta Hai Yeh Mera Main Udke Gagan Ko Chhoo Loon
Male
(Main Pankh Lagaake Aaya
Saawan Ka Mausam Laaya) 2
Pyaar Mere Maine Tujhe Apne Dil Mein Basaaya
Female
Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon
(Harpal Tere Pyaar Ko Tarse Mera Dil
Door Mere Aankhon Se Hai Sapnon Ki Manzil) 2
Itne Akeli Hoon Main, Yaadon Ki Saheli Hoon Main
Ab To Ek Paheli Hoon Main, Aaja
Male
(Main Pankh Lagaake Aaya
Saawan Ka Mausam Laaya) 2
Pyaar Mere Maine Tujhe Apne Dil Mein Basaaya
Female
Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon
Jee Karta Hai Yeh Mera Main Udke Gagan Ko Chhoo Loon
Male
Main Pankh Lagaake Aaya
Saawan Ka Mausam Laaya
Pyaar Mere Maine Tujhe Apne Dil Mein Basaaya
Female
Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon
Male
Tadpe Kitne Saal Tak, Aur Na Ab Tadpa
Kehti Hai Yeh Dooriyaan, Seene Se Lag Jaa
Female
Tera Rasta Dekhte Rehte The Yeh Nain
Tu Na Jaane Saajna Kaise Kate Din Re
Male
Ho, Phoolon Pe Jawaani Aayi, Rut Kya Suhaani Aayi
Nayi Zindagaani Laayi, Na Jaa
Female
(Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon) 2
Jee Karta Hai Yeh Mera Main Udke Gagan Ko Chhoo Loon
Male
Main Pankh Lagaake Aaya
Saawan Ka Mausam Laaya
Pyaar Mere Maine Tujhe Apne Dil Mein Basaaya
Female
Bin Saajan Jhoola Jhuloon
Main Vaada Kaise Bhooloon
Jee Karta Hai Yeh Mera Main Udke Gagan Ko Chhoo Loon
Male
Main Pankh Lagaake Aaya
Saawan Ka Mausam Laaya
Pyaar Mere Maine Tujhe Apne Dil Mein Basaaya
Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved