Chal Chal Sara Rara

from the movie Blue

Loading...



I like this song!

Khoya Sa Paaya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Paya Sa
Chal Chal Sara Rara Re
Khoya Sa
Chal Chal Sara Rara Re

Aaj Dil Gustakh Hai
Paniyon Pe Aag Hai
Dhadkan Bhi Betaab Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Saanson Mein Sailab Hai
Kya Surila Khwab Hai
Dhadkan Bhi Betaab Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Dhoop Ghum Hai Dekhke
Do Badan Hai Ret Pe
Saaya Lekin Ek Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Tera Junoon
Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Re
Jaane Kahaan Milega
Sukoon

Aaj Dil Gustakh Hai
Paniyon Pe Aag Hai
Dhadkan Bhi Betaab Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Saanson Mein Sailab Hai
Kya Surila Khwab Hai
Dhadkan Bhi Betaab Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Meri Shaam Dhalti Dhalti
Kar Rahi Hai Galti Galti
Teri Raah Chalti Chalti Hai Kyun?

Meri Shaam Dhalti Dhalti
Kar Rahi Hai Galti Galti
Teri Raah Chalti Chalti Hai Kyun?

Baadloon Pe Udtaa Hai
Na Ruke Na Mudta Hai
Waqt Ko Itna Jaldi Hai Kyun?

Baadloon Pe Udtaa Hai
Na Ruke Na Mudta Hai
Waqt Ko Itna Jaldi Hai Kyun?

Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Re
Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Re
Jaane Kahaan Milega Sukoon

Aaj Dil Gustakh Hai
Paniyon Pe Aag Hai
Dhadkan Bhi Betaab Hai
Chal Chal Sara Rara Re

Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Tera Junoon
Oooh Yeah!

Khoya Sa Paaya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Khoya Sa Paaya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Hu Kabhi Toh Dekho Dekho
Kabhi To Paas Aake!
Halkey Halkey Kal Ke Nashey Mein
Aaj Aankhein!
Ye Junoon Khoobroo
Khoobroo Hai Yaara Tu
Aur Kya Kahoon Main Kya Kahoon

Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Tera Junoon

Surakh Roo Dariya Hua
Pur Sukoon Dariya Hua
Kya Kahoon Mein Kya Hua
Chal Chal Sara Rara Re
Aasmaan Chalka Hua
Din Bhi Hai Dhalta Hua
Kya Kahoon Mein Kya Hua
Chal Chal Sara Rara Re

Oooh Yeah!
Chal Chal Sara Rara Tera Junoon
Oooh Yeah!

Khoya Sa Paya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Khoya Sa Paya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Sasasa Sa Re Re Re Re

Khoya Sa Paya Sa
Saaya Sa Soya Sa

Sasasa Sa Re Re Re Re



SONGS

Browse Songs for Hindi Lyrics

ABCDEFGHIJKLM
NOPQRSTUVWXYZ



Copyright © 2008 - 2009 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved