Chale Jaise Hawaayein

Loading...

Chorus:
Dha Dhin Dha, Dha Dha Dhin Dha, Ta Dha Dha, Dhin Ta, Dhin Ta
(Aa…)

Vasundhara:
Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na… 2

Chorus:
What' S Up?

Vasundhara:
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan
Jaayein Titliyaan Jaise Chaman Chaman
Yunhi Ghoomoon Main Bhi Magan Magan
Hey Hey! Hey Hey! Hey Hey! Wo…
Hey Hey! Oho Aaha…aa…
Main Diwaani Dil Ki Raani, Kabse Anjaani
Sab Kehti Hoon Woh Karti Hoon, Jo Hai Thhaani
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan

Chorus:
Dhum Dhum Dhum!
Aa Chak Dhum, Dhum Dhum Dhum 3
Aa Chak Dhum Dhum!

Chorus:
What' S Up?
Say What?

Vasundhara:
Koyi Roke Koyi Aaye, Jitna Bhi Mujhko Samjhaaye
Main Na Sunoongi Kabhi
Apni Hi Dhun Mein Rehti Hoon
Main Pagli Hoon Main Ziddi Hoon
Kehte Hain Ye Toh Sabhi
Koyi…nahin Jaana, Ke Armaan Kya Hai Mera
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan
Jaayein Titliyaan Jaise Chaman Chaman
Yunhi Ghoomoon Main Bhi Magan Magan
Hey Hey! Hey Hey! Hey Hey! Wo…
Hey Hey! Oho Aaha…aa…
Main Diwaani Dil Ki Raani, Kabse Anjaani
Sab Kehti Hoon Woh Karti Hoon, Jo Hai Thhaani
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan

Voice:
Aa…

Vasundhara:
Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na 2

K K:
Aaye Haseena Ye Toh Aaye, Mujhko Dikhaane Apni Adaayein
Main Bhi Kuch Kam Nahin Yeah!
Aankhon Mein Aankhein Jo Daaloon
Dil Main Chura Loon, Hosh Chura Loon
Koyi Ho Kitna Haseen
Mera..Ho Gaya Woh…jo Ik Baar Mujhse Mila
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan
Jaayein Bhawrein Jaise Chaman Chaman
Yunhi Ghoomoon Main Bhi Magan Magan

Vasundhara:
Hey Hey! Hey Hey! Hey Hey Wo…
Hey Hey! Oho Aaha…aa…

K K:
Main Diwaana Main Anjaana, Kabse Begaana
Hoon Awaara Lekin Pyaara, Sab Ne Maana
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan

Vasundhara:
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan

K K:
Jaayein Bhawrein Jaise Chaman Chaman

Vasundhara:
Yunhi Ghoomoon Main Bhi Magan Magan

Both:
Chale Jaise Hawaayein, Sanan Sanan
Ude Jaise Parinde Gagan Gagan





All Songs From Main Hoon Na


Bookmark This Page
Add to Digg Add to Del.icio.us Add to Google Add to Yahoo Add to Reddit Add to StumbleUpon Add to Netscape Add to Furl Add to Blinklist Add to Technorati

SONGS

Browse Songs for Hindi Lyrics

ABCDEFGHI
JKLMNOPQR
STUVWXYZ


Now connect with your Orkut friends. Sign in with your Google account, choose settings and add your Orkut network here. Its that simple!

Most Popular

Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved