Chidiya Tu Hoti To

Loading...

Movie

Male
Chidiya Tu Hoti To, Maina Tu Hoti To
Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Na Main Deta
Ladki Hai Par Tu, Haaye Main Kya Karoon
Chidiya Tu Hoti To, Maina Tu Hoti To
Ladki Hai Par Tu, Haaye Main Kya Karoon

Female
(Seene Se Lagaa Le, Aankhon Mein Bithaa Le
Dil Mein Chhupaa Le Raja
Chal Mujhe Ghar Le, Chal Bandh Kar Le Darwaaja) 2

Male
Aaja, Kudiye Aaja

Female
Jaa Jaa, Mundiya Jaa Jaa

Male
Chidiya Tu Hoti To

Female
(Aai Haai)

Male
Maina Tu Hoti To
Ladki Hai Par Tu, Haaye Main Kya Karoon
Main Kya Karoon, Main Kya Karoon

Abhi Tha Yeh Dil Yahan, Abhi Kahan Chala Gaya, Kaho

Female
Tera Dil Chala Gaya, Maine Usse Chura Liya

Male
Abhi Tha Yeh Dil Yahan, Abhi Kahan Chala Gaya, Kaho

Female
Tera Dil Chala Gaya, Maine Usse Chura Liya

Male
Teri Chori Pakadi Gayi, Aaj Tu Jhakadi Gayi 2
Chhodoonga Main Na Ab Tujhe
Aaja, Kudiye Aaja

Female
Jaa Jaa, Mundiya Jaa Jaa
Chidiya Main Hoti To, Maina Main Hoti To
Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Na Tu Deta
Ladki Hoon Par Main, Haaye, Main Kya Karoon
Main Kya Karoon

Tere Jaisa Ladka Ho, Mere Jaisi Ladki Ho, Kaho

Male
Tere Jaisi Ladki Ho, Mere Jaisa Ladka Ho

Female
Aisa Ho To Haaye Haaye Kuch Bhi Ho Jaaye, O Ho

Male
Kuch Kuch Mil Jaaye Kuch Kuch Kho Jaaye

Female
Neend Na Aaye Raaton Mein
Aag Lage Barsaaton Mein

Male
Khil Jaaye Mil Jaaye Dil
Do Chaar Mulaaqaaton Mein
Paagal Ho Jaaye Pyaar Mein

Female
Jaa Jaa, Mundiya Jaa Jaa 2

Male
Chidiya Tu Hoti To, Maina Tu Hoti To
Pinjre Mein Rakh Leta, Udne Na Main Deta
Ladki Hai Par Tu, Haaye Main Kya Karoon
Chidiya Tu Hoti To, Maina Tu Hoti To
Ladki Hai Par Tu, Haaye Main Kya Karoon
Main Kya Karoon

Female
Chidiya Main Hoti To, Maina Main Hoti To
Ladki Hoon Par Main, Haaye, Main Kya Karoon
Main Kya Karoon





All Songs From Nayak


Bookmark This Page
Add to Digg Add to Del.icio.us Add to Google Add to Yahoo Add to Reddit Add to StumbleUpon Add to Netscape Add to Furl Add to Blinklist Add to Technorati

SONGS

Browse Songs for Hindi Lyrics

ABCDEFGHI
JKLMNOPQR
STUVWXYZ


Now connect with your Orkut friends. Sign in with your Google account, choose settings and add your Orkut network here. Its that simple!

Most Popular

Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved