Dekha Hai Maine To

Loading...

Udit:
Dekha Hai Maine To

Chorus:
Sa Sa Ni Sa 2

Udit:
(Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar) 2
Subah Shaam Raat Din Karoon Intzaar
Beqraariyon Mein Bhi Aa Gayaa Qaraar

Anuradha:
(Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar) 2
Subah Shaam Raat Din Karoon Intzaar
Beqraariyon Mein Bhi Aa Gayaa Qaraar

Udit:
O.... Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar

Baanhon Mein Bharke, Had Se Guzar Ke
Thahro Zaraa Main Jhoom Loon

Chorus:
Sa Sa Ni Sa 2

Udit:
Kahti Hai Meri Betaabiyaan
Main Tere Labon Ko Choom Loon

Anuradha:
Mere Mahboob Sanam Ko, Mastaane Is Mausam Ko
Kyaa Ho Gayaa....
Kyaa Masti Laayee Hai

Chorus:
Sa Sa Ni Sa 2

Anu:
Kyaa Masti Laayee Hai, Ab Ki Bahaar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar
Subah Shaam Raat Din Karoon Intzaar
Beqraariyon Mein Bhi Aa Gayaa Qaraar

Udit:
Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar

Anuradha:
O... O... O... O...

Udit:
O... O... O... Ho...

Anuradha:
Palkon Mein Band Kaisi Hayaa Hai
Saajan Tujhe Nahin Pataa

Chorus:
Sa Sa Ni Sa 2

Anuradha:
Aake Gale Se Mujhko Lagaa Le, Chaayaa Hai Ishq Kaa Nashaa

Udit:
Kaisaa Hai Deevaanaapan, Pyaasi Pyaasi Hai Dhadkan
Main Kyaa Karoon, Kyaa Karoon...
Jaanam Pe Kar Doongaa

Chorus:
Sa Sa Ni Sa 2

Udit:
(Jaanam Pe Kar Doongaa Main Jaan Nisaar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar) 2
Subah Shaam Raat Din Karoon Intzaar
Beqraariyon Mein Bhi Aa Gayaa Qaraar

Anu:
Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar
Subah Shaam Raat Din Karoon Intzaar
Beqraariyon Mein Bhi Aa Gayaa Qaraar

Both:
Dekhaa Hai Maine To Pahli Baar
Deevaane Dilbar Ki Aankhon Mein Pyaar





All Songs From Insaaf


Bookmark This Page
Add to Digg Add to Del.icio.us Add to Google Add to Yahoo Add to Reddit Add to StumbleUpon Add to Netscape Add to Furl Add to Blinklist Add to Technorati

SONGS

Browse Songs for Hindi Lyrics

ABCDEFGHI
JKLMNOPQR
STUVWXYZ


Now connect with your Orkut friends. Sign in with your Google account, choose settings and add your Orkut network here. Its that simple!

Most Popular

Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved