Aye Saala
Abhi Abhi Huaa Yaqeen Ki Aag Hai Mujh Mein Kahi
Hui Subaah Main Chal Gaya
Suraj Ko Main Nigal Gaya
Ruu Ba Ruu Roshni Heyy 2
Jo Gumshuda Sa Khwaab Tha
Voh Mil Gaya Voh Khil Gaya
Woh Loha Tha Pighal Gaya
Kichhaa Kichhaa Machal Gaya
Sitaar Mein Badal Gaya
Ruu Ba Ruu Roshni Heyy 2
(Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera
Nayi Dagar Naya Safar Mera
Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera
Nazar Mila Zara) 2
Aandhiyon Se Jaghad Rahi Hai Lau Meri
Ab Mashaalon Si Bhad Rahi Hai Lau Meri
Naamo Nishaan Rahe Na Rahe
Ye Kaaravaan Rahe Na Rahe
Ujaale Mein Pee Gaya
Roshan Huaa Jee Gaya
Kyon Sehte Rahe
Ruu Ba Ruu Roshni Heyy 2
Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera
Nayi Dagar Naya Safar Mera
Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera
Nazar Mila Zara
Ruu Ba Ruu Roshni Heyy 2
Aye Saala 4
Copyright © 2008 Free Hindi Lyrics | All Rights Reserved